Mashwara Ka Waqt Lein

وقت لیں

Apna waqt chunein aur darkhwast bhejein. Yeh guftagu aur mashwara hai — koi peshgoi ya haan/na ka nateeja nahi.

Istikhara masnoon tareeqe se aap khud karein — do rakat nafl aur dua Istikhara guide mein mojood hai. Yahan sirf guftagu ka waqt liya jata hai.

Din chunein
Slots load ho rahe hain…

Yeh guftagu aur mashwara hai — ghaib ka ilm ya peshgoi nahi. Fees koi nahi. Aap ki maloomat mehfooz rehti hai aur kisi ko nahi di jati.

Aam Sawalat

عام سوالات
Yeh appointment kis cheez ki hai?
Yeh apne maamle par guftagu aur mashwara ka waqt hai. Istikhara masnoon tareeqe se aap khud karein — tareeqa aur dua Istikhara ke safhe par mojood hai. Koi peshgoi ya haan/na ka faisla nahi diya jata.
Appointment kaise milti hai?
Neeche form mein apna naam, WhatsApp number aur mauzoo likhein, phir khaali waqt (slot) chunein. Aap ko ek reference number milega aur usi WhatsApp number par rabta kiya jayega.
Main Pakistan se bahar hoon — kya number de sakta hoon?
Ji haan. Number country code ke saath likhein, jaise +971 50 123 4567 ya +44 7700 900123. Waqt Pakistan time (PKT, UTC+5) ke mutabiq hain.
Kya is ki koi fees hai?
Nahi. Is guftagu ka koi mawza nahi liya jata.
Kya meri baat mehfooz rehti hai?
Ji haan. Aap ki darkhwast site par kahin zahir nahi hoti aur kisi teesre ko nahi di jati.